Udit Narayan

Baadhai Ho

Udit Narayan

Haryala Banna Hai Sahera Sajaaye 
Gharwale Baaraat Leke Hai Aaye
Ghungruwaliyon Ghungru Baandh Lo
Chalo Tum Bhi To Dholak Sand Lo
Chehre Pe Sehra Hai Sehre Pe Kalgi
Kalgi Mein Moti Hai Moti Mein Joyti
Chehre Pe Sehra Hai Sehre Pe Kalgi
Kalgi Mein Moti Hai Moti Mein Joyti
Jyoti Mein Jaise Khushi Muskuraayi
Baadhai Ho Baadhai Ho
Baadhai Ho Baadhai Ho
Baadhai Ho Baadhai Ho

Maa Ke Naseebon Se Hai Yeh Din Aaya
Kismat Ne Panne Ka Sehra Dikhaya
Jis Mein Hai Champa Chameli Ki Kaliyan
Baaraat Nikli To Mehki Hai Galiyaan
Khushboo Ne Jaise Khushboo Ne Jaise
Li Angdaayi Ho
Baadhai Ho Baadhai Ho
Baadhai Ho Baadhai Ho
Baadhai Ho Baadhai Ho

Behne Magan Hai Ki Bhabhi Milegi
Bhabhi Jo Unki Saheli Banegi
Bhaiya Jo Pyaare To Bhabi Bhi Pyaari 
Dono Ki Jodi Hogi Aisi Nayari
Suraj Ki Chanda Se Suraj Ki Chanda Se
Suraj Ki Chanda Se Jaise Sagaai Ho
Baadhai Ho Baadhai Ho
Baadhai Ho Baadhai Ho
Baadhai Ho Baadhai Ho

Chehre Pe Sehra Hai Sehre Pe Kalgi
Kalgi Mein Moti Hai Moti Mein Joyti
Chehre Pe Sehra Hai Sehre Pe Kalgi
Kalgi Mein Moti Hai Moti Mein Joyti
Jyoti Mein Jaise Khushi Muskuraayi
Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho Baadhai Ho