Sunidhi Chauhan

Tera Saath Meri Nazar Mein Tu Hai

Sunidhi Chauhan

Meri nazar mein tu hai, dil-o-jigar mein tu hai, khwabon ke ghar mein tu hai,
Dil soche, dil chaahe, dil maange…saath, dil chaahe…saath, dil mange…saath…tera saath, tera saath

Sham-o-sehar mein tu hai, aur dopaher mein tu hai, dil mein jigar mein tu hai,
Dil soche, dil chaahe, dil maange…saath, dil chaahe…saath, dil mange…saath…tera saath, tera saath

Yaadon ke dere mein, mann ke basere mein, baahon ke ghere mein aa bhi jaana
Bechain aahon mein, meri panaahon mein, chaahath ki raahon mein aa bhi jaana
Mujko sathaa thi hai, paagl banaa thi hai, dhadkan bulaathi hai, aa bhi jaana
Dil ke safar mein tu hai, raahe guzar mein tu hai,
Dil soche, dil chaahe, dil maange…saath, dil chaahe…saath, dil mange…saath…tera saath, tera saath

Aalam diwaana hai, pal bhi suhaana hai, aadham mastana hai, yun tadpaa na
Seene mein toofan hai, behaki tamanna hai, tera hi arman hai yun tadpaa na
Pyasi tanhaayi hai, masthi bhi chaayi hai, mushkil judaai hai yun tadpaa na

Meri nazar mein tu hai, jaana asar mein tu hai, dil mein jigar mein tu hai,