Kehthe Hai, Kabhi Na Kabhi Kahin Na Kahin Kisi Se Pyar Zaroor Hotha Hai Koi Na Koi Kahin Na Kahin Kise Pe Zaroor Mara Hotha Hai Dil Pe Pyar, Pyar Ki Chaah, Aur Wahin Chaahath Ban Ke Dil Mein Khwaish Tu…Mere Dil Ki Pehli Khwaish Tu…Mere Sapno Ka Jahaan Ho Tu…Meri Khwabon Ki Mazil Hai Mere Armaano Ki Dastaan Mehfuz Rakhunga Palko Mein, In Lamhon Ke Yeh Silsilein Har Pal Dil Par Tere Yaad Mein Baita Rahunga Tere Khwab Mein Faryaad Karthi Yeh Zindagi Awaaz Karthi Yeh Dil-Lagi Ummeed Ka Inthehaan, Hasrath Na Ban Ke Reh Jaaye Dil Mein Base Ho Tum, Nazron Mein Tum, Meri Arzoo Ki Gehraiyon Mein Tum. Bahon Ki Darmiyan, Saanson Ne Kuch Kahan, Yaadon Ki Dastan, Ab Kar Rahe Hai Bayaan Chodd Na Jaana Mujhe Manzil Ki Rahon Pe, Meri Manzil To Hai Teri Khwaish Tu…Mere Dil Ki Pehli Khwaish Tu…Mere Sapno Ka Jahaan Ho Haan Bethab Dil Yeh Kehtha Hai Mere Dil Mein Aa Bas Ja Khamoshh Thi Yeh Dua, Jaane Kar Kar Karjaaye Madhosh Thi Yeh Fiza, Baahon Mein Apne Bulaaye Aankhon Mein Aankhen To Dhal Gaye Ehsaas Rangon Mein Khul Gaye Saanson Ko Mazil Mil Gayi Baathon Ko Manzil Bathaade Tum Ho Sirf Meri, Sirf Meri. Meri Bandage, Meri Ibadath. Aur Isi Ibadath Mein Nazar Aa Raha Hai Tumhara Chehra. Chehra Jo Meri Dua Mein Bas Chuka Hai Aur Tumm Bangaye Ho Meri Khwaish….. Tu…Mere Dil Ki Pehli Khwaish Tu…Mere Sapno Ka Jahaan Ho Tu…Meri Khwabon Ki Mazil Hai Mere Armaano Ki Dastaan Tu…Meri Khwabon Ki Mazil Hai Mere Armaano Ki Dastaan