ek din fursat mein thaamein haath hamare le gayi uss dagar pe jahaan rehti hai bahaaren chal diya ham bhi ghar se ham ke kuchh befikar se dil tha apne bharose ham the dil ke sahaare ek din fursat mein thaamein haath hamare le gayi uss dagar pe jahaan rehti hai bahaaren raah mein mod aaya roshani ho gayi kam - 2 kuchh dil ghabraya ke kahaan aa gaye ham aage uss mod ke bhi toh bahaaren nahi thi - 2 bhule kuchh khwaahishen aur khwaab the badhawaaz ek din fursat mein thaamein haath hamare le gayi uss dagar pe jahaan rehti hai bahaaren bewajah lag rahi thi jab talaash hamari - 2 ek khushboo uthi aur rutt badal gayi saari saamne toh khade the faila ke baahen - 2 jaise har dard mera khud mein roke samaaye dil bada mukhtasar tha tere seene pe sar tha yun laga marr na jaaye itni khushiyon ke maare ek din fursat mein thaamein haath hamare le gayi uss dagar pe jahaan rehti hai bahaaren ek din fursat mein thaamein haath hamare le gayi uss dagar pe jahaan rehti hai bahaaren