har kadam watan mere naaz hai tera har kadam watan mere naaz hai tera azaad main hoon aur watan azaad hai mera azaad main hoon aur watan azaad hai mera har kadam watan mere naaz hai tera har kadam watan mere naaz hai tera azaad main hoon aur watan azaad hai mera azaad main hoon aur watan azaad hai mera vande mataram, vande mataram vande mataram, vande mataram hawayein keh rahin apno ki dastaan aise naa mila humko ye gulsitaan hawayein keh rahin apno ki dastaan aise naa mila humko ye gulsitaan sarhadon pe kitne hi shaheedon ke lahu bahe sarhadon pe kitne hi shaheedon ke lahu bahe unki ye qurbaniyan yaad hume bhi rahe unki ye qurbaniyan yaad hume bhi rahe unke jaise udne ka andaaz hai zara azaad main hoon aur watan azaad hai mera azaad main hoon aur watan azaad hai mera vande mataram, vande mataram vande mataram, vande mataram sarfaroshi ko chale hain baandh ke kafan dushmano ko karne unki mitti mein dafan ab jo humaari taraf badhe koi kadam itihaas se mita denge buniyaad unki hum marke bhi mitne na de marke bhi mitne na de tirange ki ye shaan hindustan tere liye de denge apni jaan vande mataram vande mataram vande mataram sujalam sufalam mataram vande mataram malayaja shitalam mataram vande mataram vande mataram vande mataram