Aa ha ha Aa ha ha O Sathi Mere Haathon mein tere Haathon ki ab girhaa di aise Ki toote ye kabhi naa O Sathi Mere Haathon mein tere Haathon ki ab girhaa di aise Ki toote ye kabhi naa Chal na kahin sapno ke gaaon re Chhoote na phir bhi dharti se paaon re Aag aur paani se phir likh dein woh waade saare Saath hi mein roye hanse sang dhoop chaaon re Aag aur paani se phir likh dein woh waade saare Saath hi mein roye hanse sang dhoop chaaon re O Sathi Mere Haathon mein tere Haathon ki ab girhaa di aise Ki toote ye kabhi naa Aaa Hum jo bikhre kabhi Tumse jo hum udhde kahin Bun lena phir se har dhaaga Hum toh adhoore yahaan Tum bhi magar poore kahaan Kar lein adhoorepan ko hum aadha Jo bhi humaara ho Meetha ho ya khaara ho Aao na kar le hum sab saajha O Saathi Mere Haathon mein tere Haathon ki ab girhaa di aise Ki toote ye kabhi naa Gehre andhere ya ujle savere hon Ye saare toh hain tum se hi Aankhon mein teri meri utre ik saath hi Din ho patjhar ke raatein ya phoolon ki Kitna bhi hum roothe par baat karenge saathi Mausam mausam yunhi saath chalenge hum Lambi in raahon pe phoonk ke phaahon se rakhenge Paaon pe tere marham Aao miley hum iss tarah Aaye naa kabhi virah Hum se main na ho riha Humdum tum hi ho Hardum tum hi ho Ab hai yehi duaa Saathi re umr ke salvat bhi saath tahenge hum Goad mein leke sar se chandi chunenge hum Mare na mare saathi par saath jeeyenge hum O sathi mere Haathon mein tere Haathon ki ab girhaa di aise Ki toote ye kabhi naa Chal na kahin sapno ke gaaon re Chhoote na phir bhi dharti se paaon re Aag aur paani se phir likh de woh waade saare Saath hi me roye hanse sang dhoop chaaon re Aag aur paani se phir likh de woh waade saare Saath hi me roye hanse sang dhoop chaaon re O sathi mere Haathon mein tere Haathon ki ab girhaa di aise Ki toote ye kabhi naa Kabhi naa