maana ke hum yaar nahin lo tay hai ke pyaar nahin maana ke hum yaar nahin lo tay hai ke pyaar nahin phir bhi nazrein na tum milaana dil ka aitbaar nahi maana ke hum yaar nahi raaste mein jo milo toh haath milaane ruk jaana ho saath mein koi ho tumhare door se hi tum muskaana lekin muskaan ho aisi ki jisme ikraar nahi lekin muskaan ho aisi ki jisme ikraar nahi nazron se na karna tum bayaan woh jisse inkaar nahi maana ke hum yaar nahi phool jo band hai panno mein tum usko dhool bana dena baat chhide jo meri kahin tum usko bhool bataa dena lekin wo bhool bhi ho aisi ke jisse bezaar nahin lekin wo bhool bhi ho aisi ke jisse bezaar nahin tu jo soye toh meri tarah ik pal ko bhi karaar nahin maana ke hum yaar nahi kisi daraaz ke kone mein teri tasveer mili hai phir wahi kaanton ka safar wahi phoolon ki gali wahi phoolon ki gali