Aaj kal ki ladkiyan kamal karti hain Oye aaj kal ki ladkiyan kamal karti hain Kisi ko dil mein rakhti hain He kisi ko dil mein rakhti hain Kisi pe marti hain Aaj kal ke ladke bhi kamal karte hain Aaj kal ke ladke bhi kamal karte hain Dekh ke kisi bhi ladki ko haye Aah bharte hain Aaj kal ki ladkiyan kamal karti hain Aaj kal ke ladke bhi kamal karte hain Ek to hain yeh teekhi lauki, uspe neem chadhi haye Uspe neem chadhi Kad iska chhota hai lekin karti baat badi Aaha ta na na Aaha ta na na Aaha ta na na Aaha ta na na Mujhe pata hai darta hai yeh teetar aur bater se Teetar aur bater se Humse kehta hai yeh lad jaayega jaa ke sher se Aaha ta na na Aaha ta na na Aaha ta na na Aaha ta na na Iska chehra thoda thoda milta hai Salman se Khud ko hero samjhe na yeh keh do is naadan se Oonchi oonchi sandle uspe pehan ke kaala chashma Bane heroin samjhe dekho khud ko yeh Karishma Aaj kal ki titliyan kamal karti hain Aaj kal ki titliyan kamal karti hain Arre kisi ko dil mein rakhti hain Kisi pe marti hain Aaj kal ki ladkiyan kamal karti hain Aaj kal ke ladke bhi kamal karte hain Dekho yaaron ik bandariya chale hans ki chaal Chale hans ki chaal Gana aur bajana chaahe na samjhe sur taal Aaha ta na na Aaha ta na na Aaha ta na na Aaha ta na na Mile jise na woh kehta hai khatta hai angoor Khatta hai angoor Aise ladkon se to aksar rehti hoon main door Aaha ta na na Aaha ta na na Aaha ta na na Aaha ta na na Har ladki mujhko chaahe mujh mein hai aisi baat Dekh dekh ke mujhko jalti hai yeh to din raat Chal mere bhai panga na le is se tu bekaar mein Kahin lipat jaayega ja ke is bijli ke taar mein Aaj kal ki bijliyan kamal karti hain Hoye aaj kal ki bijliyan kamal karti hain Kisi ko dil mein rakhti hain Oye kisi pe marti hain Aaj kal ki ladkiyan kamal karti hain Aaj kal ke ladke bhi kamal karte hain Phoolon ke ras mein nahayi hai Taaron ki duniya se aayi hai Roop suhana tu paayi hai Sabke dilon par chhaayi hai Tu jis ghar mein jaaiegi Saare andhere mitaayegi Khushiyon ke deep jalaayegi Sabka naseeb jagaayegi Ae ae Aaj kal ki chhoriyan kamal karti hain Haye aaj kal ki chhoriyan kamal karti hain O kisi ko dil mein rakhti hain Kisi ko dil mein rakhti hain Kisi pe marti hain Aaj kal ki ladkiyan kamal karti hain Aaj kal ke ladke bhi kamal karte hain