Khamoshiyan gungunaane lagi Tanhaaiyan muskuraane lagi Khamoshiyan gungunaane lagi Tanhaaiyan muskuraane lagi Khamoshiyan gungunaane lagi Tanhaaiyan muskuraane lagi Sargoshi kare hawa, chupke se mujhe kaha Dil ka haal bataa, dilbar se naa chhupa Sunke baat yeh sharm se meri aankhen jhunk jaane lagi Khamoshiyan gungunaane lagi Tanhaaiyan muskuraane lagi Sargoshi kare hawa, chupke se mujhe kaha Dil ka haal bataa, dilbar se naa chhupa Sunke baat yeh sharm se meri aankhen jhunk jaane lagi Jaag utha hai sapna kiska meri in aankhon mein Ek nayi zindagi shaamil ho rahi saanson mein Kisi ki aandhi hai sadaa hawaaon mein Kisi ki baatein hai dabi si honton mein Raat din meri aankhon mein koi parchhaayi lehraane lagi Khamoshiyan gungunaane lagi Tanhaaiyan muskuraane lagi Dil ka yeh karwaan, yunhi tha rawaa dawaa Manzil na humsafar, lekin main maherbaan Teri voh ek nazar kar gayi asar Duniya savar jaane lagi Bekhayali mein bhi aata hai khayal tera Bekarar meri karti hai sawal tera Teri wafaon ki ummid hai mujhko Teri nigahon ki panah de mujhko Sun-e-hamnashin aas yeh teri Mujhko tadpane lagi Khamoshiyan gungunaane lagi Tanhaaiyan muskuraane lagi Sharmo hayaa se keh do khuda haafiz, o meri jaana Hai ghadi milan ki, khudaara laut ke na aana Raat ka parda hamaari hi khaatir Saje hai hum bhi to tumhaari hi khaatir Jaise jaise tum paas aate ho, saansein ruk jaane lagi Khamoshiyan gungunaane lagi Tanhaaiyan muskuraane lagi Dil ka yeh karwaan, yunhi tha rawaa dawaa Manzil na humsafar, lekin main maherbaan Teri voh ek nazar kar gayi asar Duniya savar jaane lagi Khamoshiyan gungunaane lagi Tanhaaiyan muskuraane lagi