Sonu Nigam

Chup Chup Ke (feat. Mahalakshmi Iyer)

Sonu Nigam


dekh na meri sar se aasman ud gaya hain
dekh na meri sar se aasman ud gaya hain
dekh na asmaan ke sire khul gaye hain zameen se
dekh na asmaan ke sire khul gaye hain zameen se

chup chup ke chup chup ke chori se chori
chup chup ke chup chup ke re
chup chup ke chup chup ke chori se chori
chup chup ke chup chup ke re
chup chup ke chup chup ke chori se chori
chup chup ke chup chup ke re

dekh na kya hua hain yeh zameen beh rahi hain
dekh na paniyon main zameen ghul rahi hain kahi se
dekh na asmaan ke sire khul gaye hain zameen se

chup chup ke chup chup ke chori se chori
chup chup ke chup chup ke re
chup chup ke chup chup ke chori se chori
chup chup ke chup chup ke re

hosh main main nahi yeh gashi bhi nahi
is sadi main kabhi yeh hua bhi nahi
jism ghulne laga ruh galne lagi
pao rukne lage raah chalne lagi

aasman badalon par karvatein le raha hain
dekhna aasman hi barasne lage na zameen pe
yeh zameen kaunmilan ke dubkiyaa le rahi hain
dekhna uthke kandhon pe chalne lage na kahi

chup chup ke chup chup ke chori se chori
chup chup ke chup chup ke re
chup chup ke chup chup ke chori se chori
chup chup ke chup chup ke re

tum kaho toh ruke tum kaho toh chale
yeh junoon hain agar toh junoon soch le
tum kaho toh ruke tum kaho toh chale
mujhko pehchaanti hai kahan manzilein

dekhna mere sar se aasman ud gaya hain
dekh na asmaan ke sire khul gaye hain zameen se
dekh na kya hua hain yeh zameen beh rahi hain
dekh na paniyon main zameen ghul rahi hain kahi se

chup chup ke chup chup ke chori se chori
chup chup ke chup chup ke re
chup chup ke chup chup ke chori se chori
chup chup ke chup chup ke re

chup chup ke chori se chori
chup chup ke ke re
chup chup ke chori se chori
chup chup ke ke re

bunty ki bubbly aur bubbly ka bunty
bunty ki bubbly hue
bunty ki bubbly aur bubbly ka bunty
bunty ki bubbly hue