Aye bikaneri chhokri Santare ki tokri Ghar to chhudwaya Ab kya chhudayegi naukri Romeo Romeo gali ke Romeo Bholi shakal wale Saare ke saare farebiyon Romeo Romeo bhaade ke premiyon Kaahe gale pade ho Bin bulaye baraatiyon Le to gayi kaleja Sang mein humein bhi leja Yeh to chori pe hai seenazori Kabhi lage Monalisa Kabhi kabhi lage Lolita Aur kabhi jaise Kaadambri Haaye meri param param param param Param sundari Haaye meri param param param param Param sundari Sar se pair talak Betahasha husan se bhari Haaye meri param param param param Param sundari Pairon mein payal ki bedi se Bandh ke main na rehne wali Main allhad purva ke jaisi hoon Pardeson tak behne wali Mujhe gehnon se badh ke Sapnon ki chahat hai Jin sapno ko sach Ho jaane ki aadat hai Katti hai meri mardon se Yaari filmon ke pardon se Le to gayi kaleja aaa Sang mein humein bhi leja aa aa Yeh to chori pe hai seenazori Kabhi lage Monalisa chal Kabhi kabhi lage Lolita Aur kabhi jaise Kaadambri ha ha Haaye meri param param param param Param sundari Haaye meri param param param param Param sundari Sar se pair talak Betahasha husan se bhari Haaye meri param param param param Param sundari Aye chhoona nahi chhoona chhoona nahi Chhoona chhoona nahi mujhko Aye hona nahi hona hona nahi Teri hona nahi mujhko Hath jod chahe paann pad Parwah nahi mujhko Na nana na nana na na na na Nana na nana na nana na nana na Aye bikaneri chhokri Santare ki tokri Ghar to chhudwaya Ab kya chhudayegi naukri Dekh ke kamar teri Bhaage nabz meri Jaise ghadi ka kaanta Hickery dickery dockri