jab saiyaan aaye shaam ko toh lag gaye chaand mere naam ko jab saiyaan aaye shaam ko toh lag gaye chaand mere naam ko sar pe rakh ke naach phiri main har jalte hue ilzaam ko jab saiyaan aaye shaam ko toh lag gaye chaand mere naam ko jab saiyaan aaye shaam ko toh lag gaye chaand mere naam ko diwaaron dar, chaukhat waukhat ban gaye hai, sab saheli yeh kuch pooche , woh kuch pooche kitne jawab doon main akeli hazaaron kaam mil gaye hain yoon baithe bithaye iss nakaam ko jab saiyaan aaye shaam ko toh lag gaye chaand mere naam ko jab saiyaan aaye shaam ko toh lag gaye chaand mere naam ko khudko dekhne tak ki bhi fursat mujhko nahi milti unke ishq ke noor ke aage shama, nahi jalti khudko dekhne tak ki bhi fursat mujhko nahi milti unke ishq ke noor ke aage shama nahi jalti laakhon naaz lag gaye hai phir guroor ke iss badnaam ko jab saiyaan aaye shaam ko toh lag gaye chaand mere naam ko sar pe rakh ke naach phiri main har jalte hue ilzaam ko