(tu jahaan main wahaan sang sang yu chalu tere jaise tera aasmaan ) - 2 jo dhup nikli chaya ban jaaunga jo ho tu akeli saaya ban jaaunga jo uljhan mein ho mann main behlaaunga tum aa gaye ho toh jeena aaya hain khushiya ka tumne yeh jaal bichaya hain khoya hain khudko yah sab kutch paaya hain tu jahaan main wahaan sang sang yu chalu tere jaise tera aasmaan ho gam ke badal mujhpe tham jaane de bechainiyo ko mujhse takrane de dukhti ho koi baat mujhpe aane de dil sochta tha ke koi apna ho koi raaz na ho jo uss se rakhna ho aankhein na kholu main shayad sapna ho tu jahaan main wahaan sang sang yu chalu tere jaise tera aasmaan