Mann saat samandar dol gaya Jo tu aankhon se bol gaya Le teri ho gai yaar sajna we sajna Ho sajna mere yaar, sajne we sajna Jo saat samandar dol gaya Tere pyar mei ye dil bol gaya Le teri ho gai yaar sajna we sajna O sajna mere yaar sajnaaa.. Tujhe bhar lu apni aankhon mei Inn aankhon ko me kholu na Kholu apni baton mei Phir iss dunya se bolu na.. Me dekhu me baat karu Tere saath jiyu tere saath maru Le teri ho gai yaar sajna we sajna O sajna mere yaar sajnaaa.. Tu aur kissi ka na hona Me jeete jii mar jau gi Teri khatir dunay se ab tanha hi lar jau gi Me ne tujh ko kaha piya Ye tann mann tere naam kiya Le teri ho gai yaar sajnaa O sajna mere yaar sajna we sajnaa