Introduction: Iss gaaney say woh logg itefaq karen gey jo bewafayee ki saza pay yaqeen nahin rakhtey. bass gila kar letey hain. Song: Jao jao jao tumhain maaf kiya Tum ney mera naam dheerey say kaheen bulaya tha Zindagi naraz tum say rehti thi mai ney manaya thaa Baat un kahi tum say naa huee mai ney maani thi Tum ney mujhey har tarah say aazmaya thaa Tum ney aitebar mera torr bhi diya phir bhi main ney tum say dil saaf kiya Jao jao jao tumhain maaf kiya Jao jao jao tumhain maaf kiya Tum ney mera dil tora jaaney kyoon akela chora Phir bhi mai ney tum say dil saaf kiya Jao jao jao tumhain maaf kiya Jao jao jao tumhain maaf kiya Jaatey jaatey kya merey baarey mai tum ney socha tha? Dil ki chabiyan gir gayi kahaan morr kay dekha thaa? Patharon mai sheeshay ka dil chor kar gaye Merey saath kaisa insaaf kiya Jao jao jao tumhain maaf kiya Jao jao jao tumhain maaf kiya Tum ney mera dil tora jaaney kyoon akela chora Phir bhi mai ney tum say dil saaf kiya Jao jao jao tumhain maaf kiya Jao jao jao tumhain maaf kiya Janey tum ney kiya socha - kaho Aisa tum ney kyoon kiya - kaho Bolo na kya ye hai wafa Bolo na kya, bolo na - nahin Merey bin tumharey liye koyee bhi nahi Itni duur jaa kay aitraf kiya Jao jao jao tumhain maaf kiya Jao jao jao tumhain maaf kiya Tum ney mera dil tora jaaney kyoon akela chora Phir bhi mai ney tum say dil saaf kiya Jao jao jao mai ney tumhain maaf kiya Jao jao jao mai ney tumhain maaf kiya Jao jao jao tumhain maaf kiya Jao jao jao tumhain maaf kiya Jao jao jao......... (in the voice of lucky ali)