badal uthiya ri sakhi badal uthya ri sakhi mere saasre ki od paani barsega sir tod baadal uthya ri sakhi moti moti boond bhatabhat phootan lag gaye gode se paani ke baha ke agge beh gaye nakke dyodhe se uttar dakshin poorab pashchim hawa ke jhakode se jangdya ke kiwaad moonde khul gaye ode sode se jangdya ke kiwaad moonde khul gaye ode sode se kisya pul tootya ri sakhi? kisya pul tootya ri sakhi? beh ge nadi naale jod paani barsega sir tod baadal uthya ri sakhi baadal uthya ri sakhi baadal uthya ri sakhi badal uthya translation to hindi baadal uth aaye hain, saheli mere sasural ki ore jamkar paani barsega baadal umad aaye hain moti moti boonde bhatabhat gole ki tarah phootne lagi hain (bhatabhat is an expression for sound, when huge drops hit the ground) paani ke bahaav ke aage raste aur bastiya beh gayi hain uttar dakshin poorab pashchim se aane wale hawa ke jhonko se janglo ke darwaje khul gaye hain konse pul toote hain, saheli? nadi, naale beh gaye hain jamkar paani barsega baadal umad aaye hain, saheli