dede darshan phir ek baar dwaar aaya bhajan kumar ho dede darshan phir ek baar dwaar aaya bhajan kumar kasht se uddhar karde aaj beda paar karde zindagi se rahle aur unche vichaar karde follower tere saare milke tujhe pukaare inki khabar lene aa aa aa aa aaja kanhaiya twitter pe aaja aaja bhagat ki bigdi bana ja kanhaiya twitter pe aaja aaja bhagat ki bigdi bana ja sawalon se bhara ye maan hai mera tu aake jara uttar bata ja radhe kanhaiya, kanhaiya, zor se bolo kanhaiya twitter pe aaja bhagat ki bigdi bana ja, banaja ho ghor kaliyug mein yeh jag tera path se hi bhatka hai tujhse hat kar dhyaan sabka jo phone pe atka hai fir zara ek baar lele 11 wa avatar lele digital roop mein hi chahe is baar lele man ka hua fajeeta fir se padha de geeta humein upadesh dene aa aa aa aaja kanhaiya, kanhaiya kanhaiya twitter pe aaja bhagat ki bigdi bana ja kanhaiya twitter pe aaja bhagat ki bigdi bana ja feel ke saath ghanshyam mere aaja ghar mein andhere aaja raat aadhi chahe tadke savere aaja aa shankh bajane aaja makhan churane aaja janmo janam ki man ki bujhane aaja jazbe pe anokhe aaja radhe ko leke aaja bandhu sudama ko bhi peeche bitha ke aaja aaja, aaja, aaja aaja, aaja, aaja aaja, aaja aa kanhaiya twitter pe aaja bhagat ki bigdi bana ja