Suhana safar aur yeh mausam hasin humein darr hai ham kho na jaye kahee suhana safar yeh kaun hansta hai phulo me chhupkar bahar bechain hai jiski dhun par kahee gungun kahee runjhun, kee jaise nache jamin suhana safar yeh goree nadiyo ka chalna uchhalkar kee jaise allhad chale pee se milkar pyare pyare yeh najare nisar hai har kahee suhana safar woh aasman jhuk raha hai jamin par yeh milan humne dekha yahin par meree duneeya, mere sapne milenge shayad yahee suhana safar