Lalla Lalla Lori Doodh Ki Katori doodh Mein Bataasha Munni Kare Tamaasha choti choti Pyari Sundar Pariyon Jaisi Hai kisi Ki Nazar Na Lage Meri Munni Aaisi Hai shehad Se Bhi Meethi Doodh Se Bhi Gori chupake-chupake Chori chori Chori lalla Lalla Lori kaari Raina Ke Maathe Pe Chamke Chaand Si Bindiya munni Ke Chhote-chhote Nainon Mein Khele Nindiya sapanon Ka Palana Aashaaon Ki Dori chupake-chupake Chori-chori Chori lalla Lalla Lori