Ai dile aawara chal, ai dile awara chal phir wahee dobara chal yar ne didar kaa wada kiya hai ai dile aawara chal, phir wahee dobara chal yar ne didar kaa wada kiya hai ai dile aawara chal woh unkee betabee, woh unka chalna chhamse anchal thama toh hanske, kaha phir milne ko hamse unase,hamse sun ai dil pyar kaa ikrar kaa aankho me huwa hai ai dile aawara chal khattee ho ya mithee, abb unn aankho sey pina jite hain chahat wale bina chahat ke kya jina chalate phirate sun ai dil chah me abb aah bharneka maja hai ai dile aawara chal chamka hai ik mukhda, kuchh julfen hai lehrayee din phir gaye apne din ke, gayee rato kee tanhayee jaha woh, waha ham, sun ai dil chain sey bechain too kyun ho raha hai ai dile aawara chal, phir wahee dobara chal yar ne didar kaa wada kiya hai ai dile aawara chal