Aa Ab Laut Chale nain Bichhaye, Baahen Pasaare, Tuz Ko Pukaare Desh Teraa sahaj Hain Seedhee Raah Pe Chalanaa, Dekh Ke Ulazan Bach Ke Nikalanaa koee Ye Chaahe Maane Naa Maane, Bahot Hain Mushkil Gir Ke Sanbhalanaa aankh Humaaree Manjil Par Hain, Dil Mein Khushee Kee Mast Lahar Hain laakh Lubhaaye Mahal Paraaye, Apanaa Ghar Fir Apanaa Ghar Hain Hindi Lyrics > Aa Ab Laut Chalein Aa Ab Laut Chalein Hindi Song: Aa Ab Laut Chalein Movie or Album: Aa Ab Laut Chalein Singer Udit Narayan, Alka Yagnik Music Director Nadeem Shravan Lyricist: Sameer Hindi Lyrics Dulhan Si Saji Dharti Khula Yeh Aasman Bulaata Hai Humein Phir Woh Chaahat Ka Sama Aa Ab Laut Chalein Anjaan Tha Main Nadaan Tha Main Tere Pyar Ko Jo Na Samajh Paaya Tunein Itna Bechain Kiya Main Tere Paas Chala Aaya Teri Saansein Mera Jeevan Mere Dil Mein Tera Ghar Hai Zara Dekhe Koi Isko Yeh Jannat Se Bhi Sundar Hai Bina Tere Nahin Chaina Nahin Chaina Yahaan Aa Ab Laut Chalein Ek Pal Ke Liye Ek Din Ke Liye Na Door Maein Tujhse Jaungi Teri Palkon Ki In Galiyon Mein Sapno Ki Sej Sajaungi Tujhe Dekhun Tujhe Chaahun Teri Khushboo Mein Kho Jaun Yahi Meri Tamanna Hai Teri Baahon Mein So Jaun Dard-E-Dil Nahin Sehna Nahin Sehna Yahaan Aa Ab Laut Chalein