Aajao Tadapte Hain Armaan ab Raat Guzarne Wali Hai maein Roun Yahan Tum Chup Ho Wahan ab Raat Guzarne Wali Hai o Chand Ki Rangat Udhane Lagi o Taaron Ke Dil Ab Toot Gaye hai Dard Bhara Bechain Sama ab Raat iss Chand Ki Doli Mein Aaye Nazar yeh Raat Ki Dulhan Chal Di Kidhar aawaz Do Tum Ho Kahan ab Raat ghabra Ke Nazar Bhi Haar Gayi taqdeer Ko Bhi Neend Aane Lagi tum Aate Nahin Mein Jaaun Kahan ab Raat