O Mehbooba, O Mehbooba tere Dil Ke Paas Hi Hai Meri Manzil e mashhood voh Kaunsi Mehfil Hai Jahan Tu Nahin Maujood o Mehbooba, O Mehboob tere Dil Ke Paas Hi Hai Meri Manzil e mashhood kis Baat Pe Naaraaz Ho, Kis Baat Ka Hai Gham kis Soch Mein Doobi Ho Tum, Ho Jaayega Sangam o Mehbooba, O Mehbooba tere Dil Ke Paas Hi Hai Meri Manzil e mashhood guzroon Main Idhar Se Kabhi, Guzroon Main Udhar Se milta Hai Har Ek Raasta Jaakar Tere Ghar Se o Mehbooba, O Mehbooba tere Dil Ke Paas Hi Hai Meri Manzil e mashhood baahon Ke Tujhe Haar Main Pehnaaoonga Ek Din sab Dekhte Reh Jaayenge, Le Jaaoonga Ek Din o Mehbooba, O Mehbooba tere Dil Ke Paas Hi Hai Meri Manzil e mashhood voh Kaunsi Mehfil Hai Jahan Tu Nahin Maujood o Mehbooba, O Mehbooba tere Dil Ke Paas Hi Hai Meri Manzile mashhood