John jani janardhan tara ram pam, pam, pam, pam Sahib ne bulwaya, hazir hoon mein aya Hoon yaron ka mein yar, dushmano ka dushman Dekh dana dan John jani janardhan... Ye teeno nam hai mere, allah, jesus, ram hai mere Jis nam se jo chahe, jo chahe mujhe bula le Jis ne jo farmaya, jo manga mein laya Hoon yaron ka mein yar, dushmano ka dushman Dekh dana dan John jani janardhan... Yeh filmon ke sitare dekho nikle chamak ke sare Yeh sab ka dil behlaen, mein in ka dil behlaon Heroin se takraya, hero ko ghussa aya Hoon yaron ka mein yar, dushmano ka dushman Mast dana dan John jani janardhan... Angrezi hon ya desi, filmen sabhi mein ne dekhi Har picture dekh ke socha, mai be actor ban jaon Kismet ne ghumaya, hotel mein pohanchaya Hoon yaron ka mein yar, dushmano ka dushman Dekh dana dan John jani janardhan...