Krishna & Rukmini

Chura Liya Hai Tumne

Krishna & Rukmini


--MALE--
Aankhon se kaajal ki tarah
Phoolon se khushboo ki tarah
Dil ko chura liya hai tumne

--FEMALE--
(Chura liya)

--MALE--
Chura liya hai tumne

--FEMALE--
(Chura liya)

--MALE--
(Aankhon se kaajal ki tarah
Phoolon se khushboo ki tarah) - 2
Dil ko chura liya hai tumne

--FEMALE--
(Chura liya)

--MALE--
Chura liya hai tumne

--FEMALE--
(Chura liya)

--MALE--
O jaana, yeh kya kiya tumne - 2
Aankhon se kaajal ki tarah
Phoolon se khushboo ki tarah
Dil ko chura liya hai tumne

--FEMALE--
(Chura liya)

--MALE--
Chura liya hai tumne

--FEMALE--
(Chura liya)

--MALE--
Zikr tera hawaaon se jab bhi kiya karte hain
Yaadon mein teri khushboo ka hum maza liya karte hain
Palkon se neendon ki tarah
Neendon se khwaabon ki tarah
Dil ko chura liya hai tumne

--FEMALE--
(Chura liya)

--MALE--
Chura liya hai tumne

--FEMALE--
(Chura liya)

--CHORUS--
Tassavur tera karte hain hum
Kiye jaa rahe hain aashiqui sanam

--FEMALE--
Chura liya hai, chura liya hai

--MALE--
Tumne chura liya hai

--FEMALE--
Aksar yeh sunte the hum, ishq to hai deewanapan
Tumse milke jaan gaye, sach kehte the log sanam
Honton se hansi ki tarah
Hansi se khushi ki tarah
Dil ko chura liya hai tumne

--MALE--
(Chura liya)

--FEMALE--
Chura liya hai tumne

--MALE--
(Chura liya)

--FEMALE--
O jaana, yeh kya kiya tumne - 2

--MALE--
Chura liya hai tumne

--FEMALE--
(Chura liya)
Chura liya hai tumne

--MALE--
(Chura liya)
Chura liya hai tumne

--FEMALE--
(Chura liya)