K.K Krishnakumar Kunnath

Zindagi Ne Zindagi Bhar Gham Diye

K.K Krishnakumar Kunnath


Tom: Dm

Dm             C               Bb
Zindagi ne Zindagi bhar ghum diye
Dm             C               Bb
jitne bhi mausam diye sab num diye

[Verse]
Dm                 C       F    Am
jab tadapata hai kabhi apana koi
F          Am     F         Dm
khun ke aansu rula de bebasi
     Dm       Am          Bb          F
ji ke phir karana kya mujhko aisi Zindagi
Dm         C                   Bb
jisne zakhmoon ko nahi marham diye

[Chorus]
Dm             C               Bb
Zindagi ne Zindagi bhar ghum diye
Dm             C               Bb
jitne bhi mausam diye sab num diye
Dm           C               Bb
jindagi ne jindagibhar ghum diye
Dm             C       F       Am
apane bhi pesh aaye hamase ajnabee

[Verse]
F         Am     F          Dm
waqt ki saajish koi samajha nahi
     Dm       Am            Bb        F
beiraada kuchh khataaye hamase ho gayi
Dm           C                  Bb
raah mein patthar meri har dam diye

[Outro]
Dm             C               Bb
Zindagi ne Zindagi bhar ghum diye
Dm             C               Bb
jitne bhi mausam diye sab num diye