jaana na dil se door aankhon se door jaake -2 naazook bahut hain dekho, naazook bahut hain dekho dil ho na gam se choor aankhon se door jaake ... furqat ke ranj sehana aur munh se kuch na kehana -2 bichade hain aaj ham tum, bichade hain aaj ham tum milna hain phir zaroor aankhon se door jaake ... (ulfat ko tum nibhaana mujhse na rooth jaana mujhse na rooth jaana ) -2 zaalim hain yeh zamana, zaalim hai yah zamana dil to hai beqasoor aankhon se door jaake ...