Songs of Hindi Movie - kasak Hindi Song Title: Jaana Hain Jaana Hain (Male) Hindi Movie/Album Name: KASAK Singer(s): LUCKY ALI Hindi Lyrics: jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain na koi apna hain na koi thikana hain sab raaste naraaz hain manzil ki aahato se raahi begaana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain sab raaste naraaz hain manzil ki aahato se raahi begaana hain jaana hain jaana hain kya kabhi sahil bhi toofan mein behtey hain sab yaha asaan hain hausle kehte hain sholo pe kaanto pe haske chal sakte hain apni takdeero ko hum badal sakte hain bigde halato mein dil ko samjhana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain khwaabon ki duniya mein yaadon ke reyley mein aadmi tanha hain bhid mein mele mein zindagi mein bhi aaisa mode bhi aata hain paav ruk jaat hain waqt tham jaata hain aaise mein toh mushkil aage badh pana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain na koi apna hain na koi thikana hain sab raaste naraaz hain manzil ki aahato se raahi begaana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain Hindi Song Title: Jaana Maine Hindi Movie/Album Name: INDIAN Singer(s): ABHIJEET AND SADHNA SARGAM Hindi Lyrics: --MALE-- Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh - 2 Ae, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein --FEMALE-- Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh - 2 Log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein Jaane, tujhe jaana to jaana maine yeh --MALE-- Hey hey hey hey, hey hey hey - 2 --FEMALE-- Dekh to nigaahon se Meri in nigaahon mein tera, bas tera ek naam likha hai --MALE-- Hey, milaake nazar dekho Dil mein utarkar dekho, chaahat ka meri paigaam likha hai --FEMALE-- Suna yeh fasaana to jaana maine yeh - 2 Ho, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein --MALE-- Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh --FEMALE-- Haal raha aisa to Pyaar mein tumhaare mera rab jaane kya haal hoga --MALE-- Ho, jo bhi taqdeer hogi Ranjhe ki Heer hogi, sohni ka aashiq mahiwaal hoga --FEMALE-- Maana maine maana, aaj jaana maine yeh - 2 Ho, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein --MALE-- Jaana, tujhe jaana to jaana maine yeh Oh, log kyoon deewane ho jaate hain pyaar mein Hindi Song Title: Jaana Hai Humen Hindi Movie/Album Name: PAANCH DUSHMAN Singer(s): LATA MANGEHKAR, KISHORE KUMAR Hindi Lyrics: Lata: jaanaa hai hamen to jahaaN qaraar mile - 2 Ki: looTenge raahon mein jahaaN bahaar mile Both: jaanaa hai La: jab tak chalooN chalti rahooN main baahon ke saaye mein tere Ki: jaanaa hamen kahaaN ye bhi nahin sochen neend si aaNkhon mein bhare La: manzil hamen mile na mile teraa pyaar mile Ki: are jaanaa hai hamen to jahaaN qaraar mile La: looTenge raahon mein jahaaN bahaar mile Both: jaanaa hai Ki: mujhe duniyaa mein jeene kaa sahaaraa kaafi hai dil ki lagi La: kuchh bhi na chaahooN rahe mere liye ye tere honTho ki hansi Ki: saari duniyaa se lenaa hamen kyaa hamko yaar mile La: jaanaa hai hamen to jahaaN qaraar mile Ki: looTenge raahon mein jahaaN bahaar mile Both: jaanaa hai La: tere sang piyaa paDte hain mere neel gagan pe qadam Ki: tum ho mere to dharti ghaTaa pe raaz hamaaraa hai sanam La: ho aaj nazaare sar jhukaa ke sau sau baar mile Ki: are jaanaa hai hamen to jahaaN qaraar mile La: looTenge raahon mein jahaaN bahaar mile Both: jaanaa hai hamen to jahaaN qaraar mile jaanaa hai Hindi Song Title: Jaanam Tere Liye Hindi Movie/Album Name: KURUKSHETRA Singer(s): ALKA YAGNIK AND KUMAR SANU Hindi Lyrics: --FEMALE-- La la la la la la la, la la la --MALE-- La la la la la la la, la la la - 2 Jaanam, a ha jaanam Jaanam tere liye raat din armaan machal machalte hain - 2 Yaadon mein teri hum o sanam - 2 Karvat badal badalte hain Jaanam tere liye raat din armaan machal machalte hain Yaadon mein teri hum o sanam - 2 Karvat badal badalte hain Jaanam tere liye raat din armaan machal machalte hain De sahaara, thaamle tu, gir naa jaaye pyaar de tu - 2 Chaahat mein teri betaab hum - 2 Jaane jaan taras taraste hain Jaanam tere liye raat din armaan machal machalte hain --FEMALE-- Soye armaan jaage jaage, jaane kya ho aage aage - 2 Tere bin harpal mere nainaa - 2 Jaane jaan baras baraste hain --MALE-- Jaanam tere liye raat din armaan machal machalte hain Yaadon mein teri hum o sanam - 2 Karvat badal badalte hain Jaanam tere liye raat din armaan machal machalte hain --FEMALE-- La la la la la la la, la la la Songs of Hindi Movie - kudiyon ka hai zamaana Hindi Song Title: Jaanam Hindi Movie/Album Name: KUDIYON KA HAI ZAMAANA Singer(s): SADHNA SARGAM, SHAAN Hindi Lyrics: kehataa hai ye meraa dil mujhase kabhi kadhi dhadakan se teri sadaa aaye dabi dabi mere karib hai tu ye jaanataa hoon main sadiyon se jaanaa tujhako pehchaanataa hoon tu jamin tu asamaa tu hi to hai meraa jahaan mujhamein hai tu tujhamein hoon main bas tu hi tu hai meri jindagi jaanam meri jaanam - 4 kehataa hai ye meraa dil mujhase kabhi kadhi dhadakan se teri sadaa aaye dabi dabi aane do paas mujhe aane do dil mein utar jaane do chaahat mein chahato ki ab sabhi had se gujar jaane do jaane kaisi mujhako bhi dhun ye lagi lagi rehati hoon main raaton ko aksar jagi jagi subhah se shaam tak main karati hoon main intazaar baichain mere dil ko aataaa nahi karaar main kyaa karu mujhako bataa paane sukun jaau kahaa tujhe chaahati hoon raat din kyun badhati jaaye meri be khudi jaanam mere jaanam - 2 kehataa hai ye meraa dil mujhase kabhi kadhi dhadakan se teri sadaa aaye dabi dabi chalane do aaj mujhe chalale do raahon mein apani jaraa rehane do aaj mujhe rehane bhi do baahon mein apane jaraa kehataa hai ye meraa dil mujhase kabhi kadhi dhadakan se teri sadaa aaye dabi dabi subhah se shaam tak main karati hoon main intazaar baichain mere dil ko aataaa nahi karaar tu jamin tu asamaa tu hi to hai meraa jahaan mujhamein hai tu tujhamein hoon main bas tu hi tu hai meri jindagi jaanam mere jaanam - 2 Hindi Song Title: Jaana Na Chod ke Hindi Movie/Album Name: SHART Singer(s): ASHA BHOSLE, CHORUS Hindi Lyrics: ho o o o na na na na na na na - 4 (jaana na chhod ke dil mera tod ke sajan na na na na na na hamko toh pyari laagi tumhari lagan na na na na na na ) - 2 (raat singaar ki nahi takraar ki pyar ki pyar ki re boi koi reet se piya mann preet se jeet le jeet le re) - 2 (haathon mein haath le saajan ke saath chal ulfat ke raahi tujhe durr hain jaana) - 2 bhool kabhi jana na dil mera dukhana na - 2 laagi hain dil ko gori teri lagan na na na na na na jaana na chhod ke dil mera tod ke sajan na na na na na na hamko toh pyari laagi tumhari lagan na na na na na na (gori mori kho gayi dusre ki ho gayi milna milana gori chhod na dena) - 2 saath kabhi chhute na prem kabhi tuute na - 2 suna ho jaaye nahi dil ka chaman na na na na na na na jaana na chhod ke dil mera tod ke sajan na na na na na na hamko toh pyari laagi tumhari lagan na na na na na na (raste mein pyar ke kaaten bichhe hai daaman bachana gori laaj bachana) - 2 raah bhuul jaana na chot kabhi khana na - 2 chalna bachake jaa najuk badan na na na na na na na jaana na chhod ke dil mera tod ke sajan na na na na na na (hamko toh pyari laagi tumhari lagan na na na na na na) - 2 Songs of Hindi Movie - sawan ko aane do Hindi Song Title: Jaanam Jaanam Tera Mera Pyar Hindi Movie/Album Name: SAWAN KO AANE DO Singer(s): YESUDAS Hindi Lyrics: jaanam jaanam tera meraa pyaar nayaa hai giit puraanaa saaz nayaa hai jaanam jaanam... aaj kii har ghadii rup mein ik nayaa nikhaar leke aaii hai raat kii chaandanii zindagii mein ik nai bahaar leke aaii hai kudarat ne khole hain aakhon ke raaj naye jaanam jaanam... jharanon mein aaj nayaa giit hai giiton mein pyaar kaa sangiit hai (2) mahakii havaa ne chanchal fizaa ne (2) tujh hii se siikhe hain aakhon ke raaj naye jaanam jaanam... Songs of Hindi Movie - kudiyon ka hai zamaana Hindi Song Title: Jaanam (Male) Hindi Movie/Album Name: KUDIYON KA HAI ZAMAANA Singer(s): SHAAN Hindi Lyrics: peharaa hai yaadon kaa peharaa hai chaaron taraf hi mere todu main kaise inhe todu main bandhan bandhe hai tere tere bin hai jindagi meri koi kami kami hoti hai mehsus pal pal teri ab kami kismat mein tu nahi shaayad ye bhi mujhe pataa hai ye baat kuch aur hai ki dil tujhako dhundhataa hai samjhaanaa hai khudako yahi agar tu nahi to yaade sahi dil keh rahaa dhadkungaa main aur tere waasate tadpungaa main jaanam meri jaanam - 4 Hindi Song Title: Jaana Jindagi Se Na Jaana Hindi Movie/Album Name: PRAJAKTA SHUKRE - DHAKKA Singer(s): PRAJAKTA SHUKRE Hindi Lyrics: jaana jindagi se na jaana pyaar ka yeh khajaana loot na jaaye kahi jaana hum rahenge tumhaare hai jab tak sitaare hai jab tak jami duniya saari dekar le lu main ek tera pyaar, yeh pyaar saathi ho jo tere jaisa kya karana sansaar, sansaar jami hai kya, jo tu kahe main chaand pe tere saath chaloon jaana jindagi se na jaana pyaar ka yeh khajaana loot na jaaye kahi jaana hum rahenge tumhaare hai jab tak sitaare hai jab tak jami mere jivan mein hai tere geeto ki jhankaar, jhankaar tere sang main angaaro par chalne ko taiyaaar, taiyaar tum dur ho, hazaar hum???, tum paas ho toh mujhe har khushi jaana jindagi se na jaana pyaar ka yeh khajaana loot na jaaye kahi jaana hum rahenge tumhaare hai jab tak sitaare hai jab tak jami jaana ho jaana.... jaana Hindi Song Title: Jaana Jaana Hindi Movie/Album Name: DUNIYA DILWALON KI Singer(s): S.P.BALASUBRANIAM Hindi Lyrics: Jaana jaana Jaana jaana Dekha nahin hai tujhko kal se Pal pal kate mera mushkil se Aa poochh le zara is dil se Jaana Raahon ko tere main takta hoon Jee jeeke main yahan marta hoon Main pyaar bas tujhe karta hoon Jaana Jaana Samjhaoon main kaise is dil ko Jaana Ye maane na Jaana Ye samjhe na Dekha nahin hai tujhko kal se Pal pal kate mera mushkil se Aa poochh le zara is dil se Jaana Kuchh pal bhi lagta hai ek saal jaisa Tere bina o jaane jaan Tu saath ho mere ek saal ek pal Lagne lagega jaane jaan Tu jhooth bhi kehde hai pyaar tujhko Mil jaayegi saari duniya mujhko Ban gaya hoon deewana Dekha nahin hai tujhko kal se Pal pal kate mera mushkil se Aa poochh le zara is dil se Jaana Raahon ko tere main takta hoon Jee jeeke main yahan marta hoon Main pyaar bas tujhe karta hoon Jaana Jaana Tu jo nahin hai to lagta hai aise Kuchh bhi nahin hai ye jahaan Milke juda na ho ek baar aise Mujhko meri jaan mil jaana Dekhoon to main dekhoon tujhko hi jaanam Sochoon to main sochoon tujhko hi jaanam Mar jaaoonga tere bina Dekha nahin hai tujhko kal se Pal pal kate mera mushkil se Aa poochh le zara is dil se Jaana Raahon ko tere main takta hoon Jee jeeke main yahan marta hoon Main pyaar bas tujhe karta hoon Jaana Jaana Samjhaoon main kaise is dil ko Jaana Ye maane na Jaana Ye samjhe na Dekha nahin hai tujhko kal se Pal pal kate mera mushkil se Aa poochh le zara is dil se Jaana Hindi Song Title: Jaana Suno Hum Tum Pe Hindi Movie/Album Name: KHAAMOSHI Singer(s): UDIT NARAYAN Hindi Lyrics: Jaana suno hum tum pe marte hain Tumse mohabbat karte hain Chaahat meri haseen koi gunaah hai nahin Ye jo mohabbat hai Yehi to ibaadat hai To phir aao pyaar mein jalayein dil Jalke bujh na paayein dil Hai apni manzil yahin pe Aa ab kahin na ja Tum kahin bhi jaao yahin pe hai aana Ki dil ka dil hai thikaana Jaana suno hum tum pe marte hain Tumse mohabbat karte hain Aao kuchh asie milein hum tumse Ki aaj khuda bhi hasn pade humpe Milein hum milein hum Tumse tumse Ki Khuda khuda Bhi hans de hans de To phir aao pyaar mein jalayein dil Jalke bujh na paayein dil Hai apni manzil yahin pe Aa ab kahin na ja Tum kahin bhi jaao yahin pe hai aana Ki dil ka dil hai thikaana Jaana suno hum tum pe marte hain Tumse mohabbat karte hain Ek duje mein hum yoon kho jayein Main hoon ki tum khud dhoondh na payein Do badan do badan Yoon mile yoon mile Ki pata ki pata Na chale na chale To phir aao pyaar mein jalayein dil Jalke bujh na paayein dil Jalke bujh na paayein dil Pyaar mein jalayein dil Jalke bujh na paayein dil Jaana suno hum tum pe marte hain Tumse mohabbat karte hain Hindi Song Title: Jaanam Jaan-e-Jaa [2] Hindi Movie/Album Name: AASHIQUI Singer(s): KUMAR SANU, ANURADHA PAUDWAL Hindi Lyrics: jaanam jaan-e-jaa jaan-e-jaa jaan-e-jaa jaanam jaan-e-jahaan jaan-e-jahaan jaan-e-jahaan jaanam jaan-e-jaa jaan-e-jaa jaan-e-jaa jaanam jaan-e-jahaan jaan-e-jahaan jaan-e-jahaan jaane jigar jaan-e-man mujhko hai teri kasam tu jo mujhe na mili marr jaaunga main sanam jaane jigar jaan-e-man mujhko hai teri kasam tu jo mujhe na mila marr jaaungi main sanam ho rokega humko ab kya zamana marr ke hamein hai vaada nibhana jaane jigar jaan-e-man mujhko hai teri kasam tu jo mujhe na mila marr jaaungi main sanam tu jo mujhe na mili marr jaaunga main sanam jaanam jaan-e-jaa jaanam jaan-e-jahaan jaanam jaan-e-jaa jaanam jaan-e-jahaan Hindi Song Title: Jaana Na Dil Se Door Hindi Movie/Album Name: AARZOO Singer(s): LATA MANGESHKAR Hindi Lyrics: jaana na dil se door aankhon se door jaake -2 naazook bahut hain dekho, naazook bahut hain dekho dil ho na gam se choor aankhon se door jaake ... furqat ke ranj sehana aur munh se kuch na kehana -2 bichade hain aaj ham tum, bichade hain aaj ham tum milna hain phir zaroor aankhon se door jaake ... (ulfat ko tum nibhaana mujhse na rooth jaana mujhse na rooth jaana ) -2 zaalim hain yeh zamana, zaalim hai yah zamana dil to hai beqasoor aankhon se door jaake ... Songs of Hindi Movie - kasak Hindi Song Title: Jaana Hain Jaana Hain (Female) Hindi Movie/Album Name: KASAK Singer(s): MADHUSHREE Hindi Lyrics: jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain na koi apna hain na koi thikana hain sab raastein naraaz hain manzil ki aahato se raahi begaana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain sab raastein naraaz hain manzil ki aahato se raahi begaana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain har jagah rehtey hain saaye afsaano ke apno se lagte hain chehre anjano ke aake sehrao mein guchhe khil jaate hain ajnabi modo pe apna mil jaata hain rup is jeevan ka kisne pehchana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain rang koi jaane na lamho ke mausam ka ek pal khushiyo ka dusra pal gam ka kar yakeen kar le yakeen socha na tu kalki aaj ki parwah kar soch na tu kal ki is gali se nikle phir wahi aana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain na koi apna hain na koi thikana hain sab raaste naraaz hain manzil ki aahato se raahi begaana hain jaana hain jaana hain chalte hi jaana hain Hindi Song Title: Jaana Zindagi Se Na Jana Hindi Movie/Album Name: AAPKA ABHIJEET SAWANT (ALBUM) Singer(s): ABHIJEET SAWANT, PRAJAKTA SHUKRE Hindi Lyrics: jaana zindagi se na jana pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi jaana hum rahenge tumhare hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen duniya sari dekar lelu main ek tera pyar,yeh pyar saathi ho jo tere jaisa kya karna sansar, sansar zameen hain kya jo tu kahe main chand pe tere saath chalu o o o jaana zindagi se na jana pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi jaana hum rahenge tumhare hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen mere jeevan main tere geeton ki jhankar, jhankar tere sang main angaron par chalne ko tayyar, tayyar tum dur ho hazar gum tum pass ho to mujhe hai khushi o o o jaana zindagi se na jana pyar ka yeh khazana loot na jaye kahi jaana hum rahenge tumhare hain jab tak sitarein, hain jab tak zameen jaana ho o o jaana jaana ho o o jaana jaana Hindi Song Title: Jaana Hindi Movie/Album Name: PYAAR TUNE KYA KIYA Singer(s): SONU NIGAM AND KAVITA KRISHNAMURTHY-SUBRAMANIAM Hindi Lyrics: --MALE-- Mujhko Khuda ne de diya pyaar tera jo saathiya Maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta --FEMALE-- Main chalti thi raaste ek manzil ke vaaste Tujhse milke yun laga jaana mujhko hai kahan --MALE-- Hum dono ko milna tha jaana Pyaar yunhi yeh khilna tha jaana --FEMALE-- Meri aankhon mein, meri saanson mein --MALE-- Bas tu hi hai jaana Mujhko Khuda ne de diya pyaar tera jo saathiya Maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta --FEMALE-- Main chalti thi raaste ek manzil ke vaaste Tujhse milke yun laga jaana mujhko hai kahan --MALE-- Tu rahe to rahe meri zindagi, kehta hoon rab se --FEMALE-- Sang tere bitaaoon main har khushi, ab se yahin se --MALE-- Tera naam meri subah se naa jaaye --FEMALE-- Jo tu naa rahe to meri jaan jaaye Meri aankhon mein, meri saanson mein --MALE-- Bas tu hi hai jaana Mujhko Khuda ne de diya pyaar tera jo saathiya Maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta --FEMALE-- Main chalti thi raaste ek manzil ke vaaste Tujhse milke yun laga jaana mujhko hai kahan --MALE-- Faasle ho rahe hai kam jaaneman, bas ek pal mein --FEMALE-- Ek jaan ban gaye hai yeh do badan, bas ek pal mein --MALE-- Yeh jo bhi nasha hai, bada hi mazaa hai --FEMALE-- Yahan dhadkanon ki yehi to sadaa hai --FEMALE-- Meri aankhon mein, meri saanson mein --MALE-- Bas tu hi hai jaana Mujhko Khuda ne de diya pyaar tera jo saathiya Maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta --FEMALE-- Main chalti thi raaste ek manzil ke vaaste Tujhse milke yun laga jaana mujhko hai kahan --MALE-- Hum dono ko milna tha jaana Pyaar yunhi yeh khilna tha jaana --FEMALE-- Oh, meri aankhon mein, meri saanson mein --MALE-- Bas tu hi hai jaana Mujhko Khuda ne de diya pyaar tera jo saathiya Maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta --FEMALE-- Main chalti thi raaste ek manzil ke vaaste Tujhse milke yun laga jaana mujhko hai kahan --MALE-- Mm, maano jaise mil gaya hai jannat ka rasta --FEMALE-- Tujhse milke yun laga manzil meri hai yahan --BOTH-- Mm hmm hmm hmm, la la la la, la la la la la la - 2 Songs of Hindi Movie - kudiyon ka hai zamaana Hindi Song Title: Jaanam (Female) Hindi Movie/Album Name: KUDIYON KA HAI ZAMAANA Singer(s): SADHNA SARGAM Hindi Lyrics: aankhon mein door tak aankhon mein koi kahi nahi faili hai mailo tak faili hai judaai yahi tak nahi suni suni ho gayi dil ki har gali sannato ki bhid si bas hai ab lagi badhati hi jaa rahi hai tanhaaiyaa meri dhundhali si ho rahi hai parchchaayiyaa meri khud se judaa main ho gayi gum ke jaahaan mein kho gayi sab khoke bhi kuch naa milaa kar tak naa saki koi shikavaa gilaa Hindi Song Title: Jaana Tha Hamse Durr Hindi Movie/Album Name: ADAALAT Singer(s): LATA MANGESHKAR Hindi Lyrics: jaana tha ham se door, bahaane bana liye ab tum ne kitani door, Thikaane bana liye jaana tha ham se door…………… rukhsat ke waqt tum ne jo aansoo hamein diye un aansoo oon se ham ne, fasaane bana liye ab tum ne kitani door, Thikaane bana liye jaana tha ham se door…………… dil ko mile jo daagh, jigar ko mile jo dard un doulato oon se hamne khazaane bana liye ab tum ne kitani door, Thikaane bana liye jaana tha ham se door…………… Posted By: Purnima Hindi Song Title: jaanaa hain humei Hindi Movie/Album Name: DAULAT KE DUSHMAN Singer(s): LATA MANGESHKAR , KISHOR KUMAR Hindi Lyrics: jaanaa hain humei to jahaa karaar mile lootenge raahon mein jahaa bahaar mile jab tak chaloo, chalatee rahoo mai, baahon ke saaye mein tere jaanaa humei kahaa, ye bhee naheen soche, nind see aankhon mein bhare manjil humei mile naa mile, teraa pyaar mile muze duniyaan mein jeene kaa sahaaraa kaafee hain dil kee lagee kuchh bhee naa chaahoo, rahe mere liye, ye tere hothhon kee haseen saaree duniyaan se lenaa humei kyaa, hum to yaar mile mere sang piyaa padate hain mere, neel gagan pe kadam tum ho mere to, dharatee ghataa pe raaj humaaraa hain sanam aaj najaare sar zookaa ke sau sau baar mile Hindi Song Title: Jaanaejaana O Jaanejaana Hindi Movie/Album Name: JAANBAAZ Singer(s): SAPNA MUKHERJEE, MAHESH GADWI Hindi Lyrics: sa: (jaane jaanaa o jaane jaanaa) -2 (jab jab teri soorat dekhooN) -2 pyaar saa dil mein jaage ho teri taraf hi, dil mujhe khinche (kyaa tu meraa laage) -2 kaun saa ye bandhan hai ye kaisaa apnaapan hai kisi kaa zor chale na ye kaisi dil ki lagan hai jaane jaanaa o jaane jaanaa ma: (jab jab teri soorat dekhooN) -2 pyaar saa dil mein jaage ho teri taraf hi, dil mujhe khinche (kyaa tu meri laage) -2 kaun saa ye bandhan hai... sa: (pyaar nahin koi tan kaa saudaa) -2 pyaar hai man ki poojaa o jab se jeevan mein tu aayaa (bhaayaa nahin koi doojaa) -2 meri bhi kyaa qismat hai dil mein teri chaahat hai khilaa hai gul saharaa mein Khudaa ko bhi hairat hai jaane jaanaa o jaane jaanaa ma: phool bankar teraa chehraa mere haathoN mein khilaa hai milan hai dil se dil kaa badan se badan milaa hai teri chaahat ki garmi naram saaNsoN kaa toofaaN mom ho gayaa meraa dil pighalne lagaa hai imaaN sa: jaane jaanaa o jaane jaanaa ma: jab jab teri soorat dekhooN pyaar saa dil mein jaage sa: ho teri taraf hi dil mujhe khinche (kyaa tu meraa laage) -2 ma: kaun saa ye bandhan hai sa: ye kaisaa apnaapan hai ma: kisi kaa zor chale na sa: ye kaisi dil ki lagan hai both: jaane jaanaa o jaane jaanaa Tell A Friend ADD TO: Blink Del.icio.us Digg Furl Google Simpy Spurl Y! MyWeb