jaana jindagi se na jaana pyaar ka yeh khajaana loot na jaaye kahi jaana hum rahenge tumhaare hai jab tak sitaare hai jab tak jami duniya saari dekar le lu main ek tera pyaar, yeh pyaar saathi ho jo tere jaisa kya karana sansaar, sansaar jami hai kya, jo tu kahe main chaand pe tere saath chaloon jaana jindagi se na jaana pyaar ka yeh khajaana loot na jaaye kahi jaana hum rahenge tumhaare hai jab tak sitaare hai jab tak jami mere jivan mein hai tere geeto ki jhankaar, jhankaar tere sang main angaaro par chalne ko taiyaaar, taiyaar tum dur ho, hazaar hum???, tum paas ho toh mujhe har khushi jaana jindagi se na jaana pyaar ka yeh khajaana loot na jaaye kahi jaana hum rahenge tumhaare hai jab tak sitaare hai jab tak jami jaana ho jaana.... jaana