--MALE-- Chanda taare, sun le saare - 2 Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage Aah ha, aah ha, o oh, oh Chanda taare, sun le saare --FEMALE-- Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage Aah ha, aah ha, o oh, oh --MALE-- Hum tum itna pyaar karenge - 2 Jo bhi sunega, voh yeh kahega Kaun raha hai, kaun rahega Pyaar raha hai, pyaar rahega --FEMALE-- Pyaar raha hai, pyaar rahega --MALE-- Chanda taare, sun le saare Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage Aah ha, aah ha, o oh, oh --FEMALE-- Mere dil ki, tere dil ki - 2 Baat koi bhi beh na jaaye Baat ka dariya chhod ke saahil Humse aage beh na jaaye - 2 Chanda taare, sun le saare Ho, teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage Aah ha, aah ha, o oh, oh --BOTH-- Chanda taare, sun le saare Teri yaadon mein hum soye jaage, soye jaage Saara aalam kya hai jaanam tere pyaar ke aage Aah ha, aah ha, o oh, oh --MALE-- Chanda taare, sun le saare --CHORUS-- Yaadein, yaadein, yaadein - 2