le deke mugaddar mein, tufaan ka sahaara hai - 2 tuti huyi kashti hai, aur dur kinaara hai le deke mugaddar mein, tufaan ka sahaara hai kyun gum se pareshaan ho, wo gum bhi hamein de do - 2 wo gum bhi hamein de do jo bhog?? tumhaara hai, wo roj hamaara hai tuti huyi kashti hai, aur dur kinaara hai le deke mugaddar mein, tufaan ka sahaara hai achchha hi kiyaan tumne, muh pher liyaan hamse - 2 muh pher liyaan hamse kuchh din se hamaara bhi gardish mein sitaara hai tuti huyi kashti hai, aur dur kinaara hai le deke mugaddar mein, tufaan ka sahaara hai magroor wafa teri, barhum hai ana meri - 2 barhum hai ana meri shayad yeh hawaa jiske aane ka ishaara hai tuti huyi kashti hai, aur dur kinaara hai le deke mugaddar mein, tufaan ka sahaara hai hum mehal junoo thehare, sehara mein bhatak lete - 2 sehara mein bhatak lete aawaaz hamein de kar, kyun tumne pukaar hai tuti huyi kashti hai, aur dur kinaara hai le deke mugaddar mein, tufaan ka sahaara hai - 2