ek ho gaye hum aur tum humma humma humma toh udd gayi ninde re hey humma ek ho gaye hum aur tum toh udd gayi ninde re aur khanki payal masti mein toh kangan yeh pehli baar mile tumpe ye dum nikle tumpe ye jawaani dheere dheere maddham machle re humma humma humma humma humma hey hamma hamma humma humma humma mujhe dar iss baat ka hai bas ke kahin na ye raat nikal jaaye mere itne bhi paas tu aa mat kahin mere haathon se na baat nikal jaaye bolunga sach main jo de tu ijazat sabar bhi ab karne laga bagawat zulfein hain zaalim aur aankhen hain aafat lagta hai hone wali hai qayamat mat tadpa aise tu na kar na-insaafi jo ghalti karne wala hoon main uske liye pehle se hi maangta hoon maafi khili chandni jaisa ye badan janam mila tumko mann mein socha tha jaisa roop tera aaya nazar humko sitam khuli khuli ye sanam gori gori ye baahein karti hai yoon humein tumne jab gale lagaya toh kho hi gaye hum humma humma humma humma humma hey hamma hamma humma humma humma ek ho gaye hum aur tum humma humma humma toh udd gayi ninde re hey humma humma