yeh nazar bhi ajeeb thi isne dekhe the manzar sabhi dekhke tujhe ek dafa phir kisi ko na dekha kabhi mera pehla junoon tu mera pehla junoon ishq aakhiri hai tu meri zindagi hai tu meri zindagi hai tu gam hai ya khushi hai tu meri zindagi hai tu meri zindagi hai tu haan haan haan kabhi na bichhadne ke vaaste hi tujhse jude hain haath mere saaya bhi mera jahaan saath chhode wahaan bhi tu rehna saath mere sach kahoon tere naam pe dil dhadakta hai yeh aaj bhi ho dekh ke tujhe ek dafa phir kisi ko na dekha kabhi shaam hai sukoon ki tu shaam hai sukoon ki chain ki ghadi hai tu haal aisa hai mera aaj bhi ishq tera raat saari jagaaye mujhe koi mere siva jo paas aaye tere toh bekarari sataye mujhe jalta hai yeh dil mera ho yaara jitni dafa chand dekhti hai tu meri zindagi hai tu meri zindagi hai tu, oh