jo humsafar hum nahi hai to yahin par chhod do rehne do saare bahaane mujhe aakar bol do hum khud hi juda ho jayenge keh do bas itna tum keh do pyaar nahi chale jayenge dil lauta do, dil lauta do mera chale jayenge, chale jayenge maana bada mushqil hai mera tumhein bhool jaana jitna kabhi paas the hum utna hai ab door jaana jahaan khushboo tumhari na aaye na aaye teri yaadein koyi bata do jagah chale jayenge dil lauta do mera chale jayenge chale jayenge zindagi ne saath mere aisa mazaak kiya hai sunke jise hum roye aur jahan hasta hai tera dil hi bacha hai paas mere agar yeh bhi tujhe de diya ho karke tanha kahan jayenge chhod ke yeh duniya chale jayenge dil lauta do, dil lauta do mera chale jayenge, chale jayenge chhod ke yeh duniya chale jayenge