Ankho me jal raha hai kyu? Bujhta nahe dhua -2 Uthtaa to hai ghata sa barasta nahe dhua.. Ankho me jal raha hai kyu? Bujhta nahe dhua Chulae nahe jalaye ya baste he jal gaye -2 Kuch roz ho gaye hai ab uthtaa nahe dhua.. Ankho me jal raha hai kyu? Bujhta nahe dhua Ankho ke pochne se laga anch ka pata -2 Yuu cehra pher lene se chupta nahe dhua.. Ankho se ansuoo ke marasim purane hai -2 Mehmaan yeh ghar mae aaye to chubhta nahe dhua.. Uthtaa to hai ghata sa barasta nahe dhua.. Ankho me jal raha hai kyu? Bhujta nahe dhua