ho
sau khwaab hai sau meri khwahishein
woh main karun jo mujhe chahiye
banke titli, main toh nikli
thodi ziddi, thodi pagli

na na na na

sabke jaisi nahi hoon main
jaisi bhi hoon sahi hoon main
jaane kitne hi rangon mein
doob karke bani hoon main

meri marzi main chalun
chahe phir jo bhi pehan ke
meri marzi main rahun
chahe phir din bhar phone pe

meri marzi main rahun
ya na rahun phir hosh mein
kyun rehna hosh mein
dil yeh roke na ruke

banke titli, main toh nikli
thodi ziddi, thodi pagli
na na na na

dil jahan le chalega mujhko yeh mera
dil mera bhi hai dekhun main har ik jagah
jeena hai jab khulke toh kya sochna
bewajah, yeh umar aaye na

banke titli, main toh nikli
thodi ziddi, thodi pagli
na na na na

meri apni khushi hoon main
meri apni khushi hoon main
khasiyat bhi kami hoon main
khasiyat bhi kami hoon main

jaisi bhi sahi hoon main
jaisi bhi sahi hoon main
haan sabke jaise nahi hoon main

banke titli, main toh nikli
thodi ziddi, thodi pagli
na na, typical candy