ho sau khwaab hai sau meri khwahishein woh main karun jo mujhe chahiye banke titli, main toh nikli thodi ziddi, thodi pagli na na na na sabke jaisi nahi hoon main jaisi bhi hoon sahi hoon main jaane kitne hi rangon mein doob karke bani hoon main meri marzi main chalun chahe phir jo bhi pehan ke meri marzi main rahun chahe phir din bhar phone pe meri marzi main rahun ya na rahun phir hosh mein kyun rehna hosh mein dil yeh roke na ruke banke titli, main toh nikli thodi ziddi, thodi pagli na na na na dil jahan le chalega mujhko yeh mera dil mera bhi hai dekhun main har ik jagah jeena hai jab khulke toh kya sochna bewajah, yeh umar aaye na banke titli, main toh nikli thodi ziddi, thodi pagli na na na na meri apni khushi hoon main meri apni khushi hoon main khasiyat bhi kami hoon main khasiyat bhi kami hoon main jaisi bhi sahi hoon main jaisi bhi sahi hoon main haan sabke jaise nahi hoon main banke titli, main toh nikli thodi ziddi, thodi pagli na na, typical candy