jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o humnava jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye tum dena saath mera o humnava ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath tum magar andheron mein na chhodna mera haath (na chhodna mera haath) ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath tum magar andheron mein na chhodna mera haath na koi hai, na koi tha zindagi mein tumhare siva tum dena saath mera o humnava hooo