Alka Yagnik

Choli Ke Peechhe Kya Hai

Alka Yagnik


cho: kukuk ku kukukukukuk 
i: choli ke peechhe kya hai, choli ke peechhe - 2 
chunari ke neeche kya hai, chunari ke neeche 
a: ho, choli mein dil hai meraa, chunari mein dil hai mera 
choli mein dil hai meraa, chunari mein dil hai mera 
ye dil mein doongi mere yaar ko, pyaar ko! 
i: aah! 
cho: kukuk ku kukukukukuk 

i: are, laakhon deevaane tere, laakhon deevaane 
aashiq puraane tere, aashiq puraane 
a: ho, aashiq mila na aisaa, hmmm 
meri pasand jaisa hmmm 
de dil shahar ye aisaa, kya karoon kya karoon 
i: hay! 
cho: kukuk ku kukukukukuk 

a: resham ka lahanga meraa, resham ka lahanga 
lahanga hai mahanga meraa, lahanga hai mahanga 
lahanga utha ke chaloon, ghunghat gira ke chaloon 
kya kya bacha ke chaloon raamajee, raamji 
i: hay! 
cho: kukuk ku kukukukukuk 

i: are, isako bacha lo baaboo, is ko bacha lo 
dil mein chhupaalo baaboo, dil mein chhupaalo