Mann mein kahin ho lagan, sada rahe jo dhyan magan mitha phal paayega wahin, bujhegi usiki antar agan doodh ki nadi, dahi ka dariya, chatpat saara, karliyaan koyi toh do bhed khol, peth hai ya black hole uff laddu halwa khir malaayi subah se bane kadhaayi haan dusara kya nahin koyi kaam, bhais bhi maange rokda daam yunn toh ban jaayega dhol, peth hai ya black hole doodh ki nadi, dahi ka dariya, chatpat saara gatt karliyaan koyi toh do bhed khol, peth hai ya black hole peth hai ya black hole jeebh macha rahi hai dhoom, chehra phir bhi hai maasoom ghar bhaar ko khoob nachaaya, sar saaron ka chakraaya bhaage har koyi gol gol, peth hai ya black hole doodh ki nadi, dahi ka dariya, chatpat saara gatt karliyaan koyi toh do bhed khol, peth hai ya black hole khaate hi khaate ja, ruko na khaate ja khaake phir tum so jaao, uthake phir se tum khaao, khaate hi khaate jaao ho, khaali, haandi khaali, khaali kadaayi, khaali mithaayi ho bekaar hai dibbe ka dhakkan, andar bacha nahin hai makhkhan abb kya khaayenge toh bol, peth hai ya black hole doodh ki nadi, dahi ka dariya, chatpat saara gatt karliyaan koyi toh do bhed khol, peth hai ya black hole peth hai ya black hole