Jab chandanee badhkar raato pe chhatee hai teree yad aise me dil ko tadpatee hai tere yad aatee hai kisse woh baharo ke, bite najaro ke phir aake sunatee hai, aur hamko rulatee hai tere yad aatee hai itana toh batao kya yahee chandanee jakar koyee khab jagatee hai, tumko bhee satatee hai meree yad aatee hai jab chandanee badhkar raato pe chhaatee hai teree yad aise me dil ko tadpatee hai tere yad aatee hai jab yad meree tumko har wakt rulaye toh har sans judayee kee mushkil ho jaye toh phir bhulake sab bate mere pas aa jana aur todake sab nate mere pas aa jana phir lautake mat jana jab chandanee badhkar raato pe chhaatee hai teree yad aise me dil ko tadpatee hai, tere yad aatee hai kisse woh baharo ke, bite najaron ke phir aake sunatee hai, aur hamko rulatee hai tere yad aatee hai