(Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya Tune mann moh liya…saanwariya ho…) -2 Uljha sa ye mann hai, sulgha sa ye tann hai Sapnon ka saawan hai, nainon ka aangan hai Chhalke mann gaagariya..saanwariya ho…saanwariya ho… Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya Tune mann moh liya…saanwariya ho… Tara rara ra ra ra ra ra ra…aa… -2 Jo tu yun paas aaya hai, jo tu yun dil pe chhaaya hai Toh maine kya paaya hai, kaise kahoon haan Kahin dhadhkan ki kaliyaan hai, kahin sapnon ki galiyaan hai Jo mann mein rang-raliyaan hai, kaise kahoon Tu jo, mujhe, aise, behkaaye, kabhi kabhi mujhe toh badi laaj si aaye Bhooli hoon main jaise, apni dagariya Jabse hai dekhi maine, prem nagariya, prem nagariya Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya Tune mann moh liya…saanwariya ho… Ho…ho…ho…ho…ho… Tu jo, mila, mujhe, toh ye saara, sama, badal gaya Khilne lage hain phoolse meri raah mein Phir yun, laga, mujhe ke ye dharti, nayi huwi Naya ambar huwa, teri aur meri chaah mein Chanchal, hawa, taraana koyi gaaye Nadiya bhi koyi kahaani kehti jaaye Jabse mili sajna, tujhse najariya Ho gayi hai sudh-budh ki mujhse gathhariya Saanwariya saanwariya Saanwariya saanwariya, main toh huwi baawariya Tune mann moh liya... saanwariya ho... Tara rara ra ra ra ra ra ra…aa… -2