Kaisa pyaar tu jataaye Kaise paas mere aaye Kaisa pyaar tu jataaye Kaise paas mere aaye Main nibhaaun tere dil ki ye choriyaan Main teri hogaiyaan, haan Main teri hogaiyaan Main teri hogaiyaan Hmm haan Teri laag aisi laagi Rain saari saari jaagi Teri laag kaisi maahiya Tune hi ki manmaani Ek bhi na meri maani Aise kyun sataaya maahiya Kaise tujhko ye bataaye Ke hum jee nahi paaye Kaise tujhko ye bataaye Haan hum jee nahi paaye Jaan leti thi teri meri dooriyaan Main teri ho gaiyaan, haan Main teri ho gaiyaan Main teri ho gaiyaan