dum hai toh chal aa, aake tu jal ja, aag se aankhein aankhein mila - 2 ?? rooh nichhode haan nichode chal ?? maane na maane na dum ye dum tode dum hai toh chal aa, aake tu jal ja, aag se aankhein aankhein mila - 2 angaare le angadaayiya, hai kaatilaana yeh tapata dhunaa joshila yeh, jehrila yeh, isake lapto mein jo lipata woh jal gaya ?? khaank khaank woh bhule se milaaye aankh jo, rag rag me nas nas me dum hai toh chal aa, aake tu jal ja, aag se aankhein aankhein mila - 2 dahshat ka yeh darwaaja hai, dastak na dena laava hai yeh bas door se dekho ise, chhune ki galati na koi kare hey jal jal ke raakh huwa jangal ki aag ki tarah jo bhadake hardum yeh ?? rooh nichhode haan nichode