ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja - 2 meri manzil hai tu tu hi mera jahaan ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja - 2 ban gaye aaj ham do badan ek jaan ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja (bheega bheega aanchal aankhon ka yeh kajal ghayal na kar de mujhe seene ki yeh huchul badhne lagi pal pal paagal na kar de mujhe) - 2 paagal toh ham ho gaye ban jaayegi dastaan aahista bolo sanam sun lega sara jahaan meri manzil hai tu tu hi mera jahaan ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja - 2 (saanson ke yeh sholey saanson mein tu gholey pal mein pihgal jaye ham hothon ke angaarey hothon pe hamare rakh de toh jal jaaye ham) - 2 yeh pyar woh aag hain jis mein nahi hai kuaan lagti hai jab yeh agan jal jaate hai jism-o-jaan ban gaye aaj ham do badan ek jaan ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja meri manzil hai tu tu hi mera jahaan ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja