chand chhupa badal mein sharma ke meri jaana chand chhupa badal mein sharma ke meri jaana seene se lag ja tu bal kha ke meri jaana gumsum sa hai gupchup sa hai madhosh hai khamosh hai ye sama haan ye sama kuch aur hai ho ho ho chand chhupa badal mein sharma ke meri jaana seene se lag ja tu bal kha ke meri jaana nazdikiyan badh jaane de are nahin baba nahin abhi nahin nahin nahin ye dooriyan mit jaane de are nahin baba nahin abhi nahin nahin nahin door se hi tum jee bhar ke dekho tum hi kaho kaise door se dekhoon chaand ko jaise dekhta chakor hai aye gumsum sa hai gupchup sa hai madhosh hai khamosh hai ye sama haan ye sama kuch aur hai ho ho ho chand chhupa badal mein sharma ke jaan-e-jaana seene se lag ja tu bal kha ke meri jaana aaja re aaja re chanda ki jab tak tu na aayega sajna ke chere to dekhne ye man tarsa jayega na na chanda tu nahin aana tu jo aaya to sanam sharma ke kahin chala jaye na aaja re aaja re chanda tu laakh duayen payega na na chanda tu nahin aana varna sanam chala jayega aanchal mein tu chup jaane de are nahin baba nahin baba nahin nahin nahin zulfon mein tum kho jaane do are nahin baba nahin abhi nahin nahin nahin pyaar to naam hai sabr ka hum dum woh bhala bolo kaise karen hum sawan ki raah jaise dekhe mor hai ae rehne bhi do jaane bhi do ab chodo na muhn modo na ye sama haan ye sama kuch aur hai aaya re aaya re chanda ab har khwahishen puri hogi chandni raat mein har sajni apne sajna ko dekhegi aaya re aaya re chanda ab har khwahishen puri hogi chandni raat mein har sajni apne sajna ko dekhegi aaya re aaya re chanda ab har khwahishen puri hogi chandni raat mein har sajni apne sajna ko dekhegi