Hum logon ko samajh sako to Hum logon ko samajh sako to samjho dilbar jaani Jitna bhi tum samjhoge utni hogi hairaani Hum logon ko samajh sako to samjho dilbar jaani Jitna bhi tum samjhoge utni hogi hairaani Apni chhatri tumko dedein kabhi jo barse paani Kabhi naye packet mein bechein tumko cheez puraani Phir bhi dil hai hindusatni Phir bhi dil hai hindustani Phir bhi dil hai hindusatni Phir bhi dil hai hindustani Thode anari hain thode khiladi Ruk rukke chalti hai apni gaadi Thode anari hain thode khiladi Ruk rukke chalti hai apni gaadi Humein pyaar chahiye Aur paise bhi Hum aise bhi hain Hum hain vaise bhi Hum logon ko samajh sako to samjho dilbar jaani Ulti seedhi jaisi bhi hai apni yehi kahaani Thodi hummein khushiyaan bhi hain Thodi hai nadaani Thodi hum mein sachchaai hai Thodi beimaani Phir bhi dil hai hindusatni Phir bhi dil hai hindustani Phir bhi dil hai hindusatni Phir bhi dil hai hindustani Aankhon mein kuchh aansoo hain kuchh sapne hain Aansoo aur sapne donon hi apne hain Aankhon mein kuchh aansoo hain kuchh sapne hain Aansoo aur sapne donon hi apne hain Dil dukha hai lekin toota to nahin hai Umeed ka daaman chooka to nahin hai Hum logon ko samajh sako to samjho dilbar jaani Thodi majboori hai lekin thodi hai manmaani Thodi tu tu main main hai aur thodi kheecha taani Hum mein kaafi baatein hain jo lagti hain deewani Phir bhi dil hai hindusatni Phir bhi dil hai hindustani Phir bhi dil hai hindusatni Phir bhi dil hai hindustani Dil hai hindusatni Phir bhi dil hai hindustani Phir bhi dil hai hindusatni Phir bhi dil hai hindustani