Tu mungda, oh mungda, main gud ki dali Mangta hai to aaja rasiya na hi to main le chali - 2 Tu mungda, oh mungda, main gud ki dali Mangta hai to aaja rasiya na hi to main le chali Oh le baiyyaan thaam gori gulaabi Le baiyyaan thaam gori gulaabi Daaru ki botal chhodo re anari sharaabi - 2 Oh sharaabi Mungda, mungda, mungda, main gud ki dali Zara mera nasha bhi chak le aaya jo meri gali Aafat ki jaan dekhe so lut jaaye - 2 Tu jis mein naina taan haathon se pyaala satak jaaye - 2 Aa chitak jaa Mungda, mungda, mungda, main gud ki dali Kaisa mulga hai besharmila tujhse to mulgi bhali - 2 Tu mungda, oh mungda, main gud ki dali Mangta hai to Mangta hai to aaja rasiya na hi to main le chali - 2