Man mein tu tan mein tu sapnon ki duniya mein tu hi tu Mastana deewana bas gaya dil mein jaane kyon Man mein tu tan mein tu sapnon ki duniya mein tu hi tu Mastana deewana bas gaya dil mein jaane kyon Tirchi nazar se dil pe chhooriyan chalaata tu Meethi meethi baaton se mujhko phasaata kyon Man ko lubhaata kyon tan ko jalaata kyon Maska laga laga ke mujhko karta qabu Kabhi kuch kabhi kuch kabhi kuch kehta tu Kabhi kuch kabhi kuch kabhi kuch karta tu Haay rabba haay rabba sola baras ki hoon kunwari main Pagal hoon deewani hoon baadal mein chhumke hai woh bijli main Jaan-e-jaan jaan-e-man taaron si chamke hai aankhein teri Lag jao seene se muddat se tarse hain baahein meri Haay nayo jeena mera mushkil karta kyon Mere dil mein meethi meethi hulchul karta kyon Patli kamar pe joda jodi karta tu Shamur patang jaise mujhpe bharta kyon Man mein tu tan mein tu, mastana deewana Tum kaisi shama ho, chhoone se pehle hi jal gaya main Tum kaise joshile, chhoone se pehle hi darr gayi main Sharmaana chhodo tum, milne ko tarse hai yeh dil mera Inteha ho gayi hadd se guzar jaaye jaan-e-jaan Haay main mar gayi yeh kya kar baithi Kaliyan ne kar di haalat yeh kaisi Aise mein jaldi se maine pyaar kiya Raat bhar mein hi sab kuch baath liya Man mein tu tan mein tu sapnon ki duniya mein tu hi tu Mastana deewana bas gaya dil mein jaane kyon Tirchi nazar se dil pe chhooriyan chalaata tu Meethi meethi baaton se mujhko phasaata kyon Man ko lubhaata kyon tan ko jalaata kyon Maska laga laga ke mujhko karta qabu Kabhi kuch kabhi kuch kabhi kuch kehta tu Kabhi kuch kabhi kuch kabhi kuch karta tu