Sunidhi Chauhan

Bheega Bheega Sa Yeh December Hai

Sunidhi Chauhan


bheega bheega sa yeh december hai
yeh december ka sard paani hai
tez dhadkan hai garm saansen hai
bheegi bheegi si ek kahani hai
bheega bheega sa yeh december hai
yeh december ka sard paani hai
tez dhadkan hai garm saansen hai
bheegi bheegi si ek kahani hai
bheega bheega sa yeh december hai

aag hai yeh badan jal ke tu dekh le
pyar ki lehar pe chalke tu dekh le
ek sheesha hoon main aa mujhe todd de
berukhi yubn na kar yeh sitam chhod de
lamhe yeh jo haseen hai inhen phir bhi lekin khabar kuchh nahi
kahi yeh na ho raat dhal jaaye
baaton baaton mein baat tal jaaye
gumgunati si muskurati si chaandani ko bhi subaha ka darr hai
bheega bheega sa yeh december hai

husn hoon ishq hoon
khwaab hoon pyaas hoon
raat hai chaandani main tere paas hoon
chhu le aaja mujhe der ab tu na kar
chhin le tu mujhe tujhmein dam hai agar
nehka behka sama hai khoya kaha hai arey bekhabar
bheega bheega sa yeh december hai
yeh december ka sard paani hai
tez dhadkan hai garm saansen hai
bheegi bheegi si ek kahani hai
bheega bheega sa yeh december hai
bheega bheega sa yeh december hai
na na na na na sard paani hai
na na na .. bheegi bheegi si..